Monday, 26 December 2016
Thursday, 3 November 2016
Top Sad Poetry Sms
Poetry Collection
جسے شفاف رکھنا ہو
اُسے میلا نہیں کرتے
اُسے میلا نہیں کرتے
یقین کس لئے اس پر سے اٹھ گیا ہے "منیر"
تمہارے سر پہ، یہ شک کا عذاب کیوں آیا؟
تمہارے سر پہ، یہ شک کا عذاب کیوں آیا؟
راس آیا جنہیں صحرا محسن
اُن کی قسمت میں خزانے آےؑ ۔ ۔ ۔
اُن کی قسمت میں خزانے آےؑ ۔ ۔ ۔
محبوب کو طائف کی گلیوں سے گزار کر
جاناں کو پهر عرش پہ بلاتی ہے محبت
Bhula Day Mujhko k Bewafai Baja Hay Lekin
Ganwa Na Mujhko k Men Teri Zindagi Raha Hoon.
Ganwa Na Mujhko k Men Teri Zindagi Raha Hoon.
Bhula Day Mujhko k Bewafai Baja Hay Lekin
Ganwa Na Mujhko k Men Teri Zindagi Raha Hoon. . .
Ganwa Na Mujhko k Men Teri Zindagi Raha Hoon. . .
ایک طُرفہ تماشا ہے طبیعتِ عُشاق!
کبھی فراق میں باتیں، کبھی وصال میں چُپ
کبھی فراق میں باتیں، کبھی وصال میں چُپ
آیتِ ھِجر پُھونک کر __جیسے
کر دیا عشق نے حنوط مجھے
کر دیا عشق نے حنوط مجھے
ان آنکھوں کی سیوا کرکے،ہم نے جادو سیکھ لیا،
جب بھی طبیعت گبھراتی ہے، پتھر کے ہو جاتے ہیں..!
جب بھی طبیعت گبھراتی ہے، پتھر کے ہو جاتے ہیں..!
Sunday, 16 October 2016
SAD URDU POETRY And POEMS
Welcome to Sad Urdu Poetry
Contact For More Info: 0300 2226566
Contact For More Info: 0300 2226566
Phoot parta hey dard ka chashmaa,
Yaad jad eyriaan ragertey hey.
Zindagi hum sey tery naaz na uthaaey gaey
Saans leney ki faqat rasm adaa kartey rahey.
Jaatey huey woh khud ko yaahen choor gaya hey
Us ko to bicharney ka saleeqa bhi naahi aaya.
Na janey kon hey jis ki talaash main Nasir
Her ik saans mera ,aaaab safar main rehta hey.
Ab key to koi peyr bhi kahen hara nahin mila
Sarey dDil key mosam apney Khazaon ki zad main they.
Do ki bajaey chaey banai hey aik cup
Afsos aaj tum bhi framosh ho gaey.
Mosam ki misaal don ,yaa key tumhari
Koi pooch beytha hey badalna kis ko kehtey hein.
Dil to chahaa , per shakast e dil ney mohlat hi na di
Kuch gilly shikweybhi ker lety, mnajaton key baad
Un sey jo kehney gaey thay faiz jaan sadqa key
Ann kahi hi reh gai,wo baat sab baaton key baad.
Main ney mitti bhi jam,ma ki
Khaloney bhi ley ker dakhey
Zindagi phir bhi nahi muskura
Woh yaheen sey lot jaen jin,hen ser azeez hain
Hum sir phiron key sath koi sir phira chaley.
Nai ik dastaan likhen gey hum ney soch rakha hey
Khatam ker den gey sab hi qissey,magar aaram sey pehley.
Saturday, 15 October 2016
Sms Poetry Collection
GHAZAL SHAYARI POETRY
Ghazal Poetry is a form or poetry which is little longer than other forms of poetry and contains more words.. Urdu Ghazal Shayari and Ghazal Poetryare the keywords this shayari is searched with.Ghazal Poetry is mostly written in 6 to 10 lines.
Chalo Guftagu Tamam Karte Hain
Chalo Guftagu Tamam Karte Hain
Tere Sakoon Ka Ehtamam Karte Hain
Zamany Bhar K Aib Hain Hum Main
Tujh Ko Qazi Salaam Karte Hain...
Kya Kahun Zindagi Is Haal Main Guzri Apni
Kya Kahun Zindagi Is Haal Main Guzri Apni
Oont Ki Pusht Pe Bandhe Hue Bache Ki Tarha...
Zang Alood Tala Laga Ho Jese
Zang Alood Tala Laga Ho Jese
Dil Ab Yoon Khamosh Rehta Hai...
Bohat Kaanton Bhari Duniya Hai
Bohat Kaanton Bhari Duniya Hai Lekin
Galy Ka Haar Hoti Jaa Rahi Hai...
Tarap Dikhani Parti Hai
Tarap Dikhani Parti Hai
Tabhi To Zam Zam Milta Hai...
Wo Waqt Nahi De Pata
Wo Waqt Nahi De Pata
Muhabbat Kya Khak De Ga...Hum Jese Masoomon Se Bhi
Hum Jese Masoomon Se Bhi
Kar Gaye Duniya Dari Log...
Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka
Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka
Nabiyon Ka Tajdaar Hai Nana Hussain Ka
Ek Pal Ki Thi Bas Hakoomat Yazeed Ki
Sadiyaan Hussain Ki Hain Zamana Hussain Ka...Kisi Sunsaan Sahil Pe Yoon Tanha Jab Bhi Hota
Kisi Sunsaan Sahil Pe Yoon Tanha Jab Bhi Hota Hun
Teri Yaadon K Darya Me Ye Dil Doob Jata Hai...
Wo Waqt Nahi De Pata
Wo Waqt Nahi De Pata
Muhabbat Kya Khak De Ga...
Hum Jese Masoomon Se Bhi
Hum Jese Masoomon Se Bhi
Kar Gaye Duniya Dari Log...
Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka
Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka
Nabiyon Ka Tajdaar Hai Nana Hussain Ka
Ek Pal Ki Thi Bas Hakoomat Yazeed Ki
Sadiyaan Hussain Ki Hain Zamana Hussain Ka...
Kisi Sunsaan Sahil Pe Yoon Tanha Jab Bhi Hota
Kisi Sunsaan Sahil Pe Yoon Tanha Jab Bhi Hota Hun
Teri Yaadon K Darya Me Ye Dil Doob Jata Hai..
Meri Bachgana Adaton Ko Dekh Kar
Meri Bachgana Adaton Ko Dekh Kar
Ek Shakhs Ne Chora Hai Mujhe Dilasa De Kar...
Ankhon K Sahilon Pe Hai Ashkon Ka Ek Hajoom
Ankhon K Sahilon Pe Hai Ashkon Ka Ek Hajoom
Shayad Gham-E-Hussain Ka Mosam Qareeb Hai...
Kisi Ki Aarzoo Hai To Kisi Ka Khawab Hain
Kisi Ki Aarzoo Hai To Kisi Ka Khawab Hain Ankhen
Jahan Phir Kar Jo Dekha To Teri Nayab Hain Ankhen...
03002226566
Na Jane Kiun Yad Nahi Karte Mujhe Duaaon Main
Doobta Hun To Samandar Uchaal Deta Hai...
Us K Dil Pe Bhi Kya Khoob Guzri Hogi
Jis Ne Is Marz Ka Naam Mohabbat Rakha...
Jay Dewy Rab Tofiqaan
Jay Dewy Rab Tofiqaan
Jind Waich K Yar Kharidaan...
Tu Ne Socha Hai Kabhi Raah Badalne Wale
Tu Ne Socha Hai Kabhi Raah Badalne Wale
Jo Tere Hijr Main Rulte Hain Kidhar Jate Hain...
Sath Wahan Tak
Saath Wahan Tak
Matlab Jahan Tak...
Dhundte Dhundte Hum Tum Tak Pohanch To Gaye
Dhundte Dhundte Hum Tum Tak Pohanch To Gaye Hain
Lekin! Ye Hum Bhool Gaye K Rait Me Phool Khilte Nahi...
Mene Poocha Kese Nikalti Hai Ek Pal Main
Mene Poocha Kese Nikalti Hai Ek Pal Main Jaan
Us Ne Chalte Chalte Mera Hath Chor Dia...
Dil Dukhaya Karo Ejazat Hai
Dil Dukhaya Karo Ejazat Hai
Bhool Jane Ki Bat Mat Karna...
Mohabbat Kya Hai Mafhoom-E-Wafa Gar Seekhte
Mohabbat Kya Hai? Mafhoom-E-Wafa Gar Seekhte "Atif"
Hum Apne Ap Ko Parha Likha Tasleem Kar Lete
Apne Ho Kar Ghairon Ki Tarha Karte Ho Tanha
Apne Ho Kar Ghairon Ki Tarha Karte Ho Tanha
Koi Jurm Bhi Nahi Kia Phir Bhi Hum Se Larte Ho...
Umeedon Ki Umar Hai Kitni
Umeedon Ki Umar Hai Kitni
Do Din Ki Phulwar Hai Duniya
Peetal Sona Ban Jata Hai
Dhoky Ka Beyopaar Hai Duniya
Waqt Pary To Kam Na Aye
Lakri Ki Talwaar Hai Duniya
Mujhe Maloom Hai K Wo Mera Ho Nahi Sakta
Mujhe Maloom Hai K Wo Mera Ho Nahi Sakta
Magar Bus Shoq Hai Us K Liye Barbad Ho Jaun...
Meri Tareef Kare Ya Mujhe Badnaam Kare
Meri Tareef Kare Ya Mujhe Badnaam Kare
Jis Ne Jo Baat Bhi Karni Hai Sar-E-Aam Kare...
Hai Koi Mere Khawab Ki Tabeer Karne Wala
Hai Koi Mere Khawab Ki Tabeer Karne Wala
Mene Apni Lash Pe Khud Ko Rote Dekha Hai...
Kapra Phate Te Lagge Taropa Dil Phate Kis Seena
Kapra Phate Te Lagge Taropa, Dil Phate Kis Seena
Sajna Baajh 'Mohammad Bakhsha' Ki Marna Ki Jeena...
Uski Aankhon Main Mohabbat Ka Sitara Hoga
Uski Aankhon Main Mohabbat Ka Sitara Hoga
Ek Din Aye Ga Wo Shakhs Humara Hoga,
Tum Jahan Mere Liye Sipiyan Chunti Hogi
Wo Kisi Aur Hi Duniya Ka Kinara Hoga,
Zindagi.. Ab K Mera Naam Na Shamil Karna
Gar Ye Tay Hai K Yehi Khail Dobara Hoga,
Jis K Hone Se Meri Sans Chala Karti Thi
Kis Tarha Us K Bagair Guzara Hoga,
Ye Achanak Jo Ujaala Sa Hua Jata Hai
Dil Ne Chupkay Se Tera Naam Pukaara Hoga,
Ishq Karna Hai To Din Raat Usy Sochna Hai
Aur Kuch Zehen Main Aaya To Khasara Hoga,
Ye Jo Pani Main Chala Aya Sunehri Sa Gharoor
Us Ne Darya Main Kahin Paun Utara Hoga,
Kon Rota Hai Yahan Raat K Sannaton Me
Mere Jesa Hi Koi Hijar Ka Mara Hoga,
Mujh Ko Maloom Hai Junhi Main Qadam Rakhun ga
Zindagi Tera Koi Aur Kinara Hoga,
Jo Meri Rooh Main Baadal Se Garajte Hain WASI
Usne Seeny Main Koi Dard Utara Ho Ga,
Kaam Mushkil Hai Magar Jeet Hi Lunga Us Ko
Mere Mola Ka WASI Junhi Ishara Hoga.
Belaus Wafaon K Hue Silsily Khatam
Belaus Wafaon K Hue Silsily Khatam
Ab Jis Tarha Ki Duniya Bus Usi Tarha K Hum...
Hum Muhabbat Ki Intiha Kar Den
Hum Muhabbat Ki Intiha Kar Den
Han Magar Ibtida To Kare Koi...
Tere Lehje Main Jo Khanki Hai Kabhi Socha Hai
Tere Lehje Main Jo Khanki Hai Kabhi Socha Hai
Ye Mere Jism Ko Be-Jaan Kiye Jati Hai
Teri Yad Main Tujh Ko Kahan Khabar Hai Sanam
Ye 'Nimra' Roz Toot'ti Hai Bikhar Jati Hai
Yoon Tere Hijr Main Din Rat Mere Kat'te Hain
K Jese Rooh Meri Nilaam Hui Jati Hai
Main Tere Pyar Ko Har Pal Tarasti Rehti Hun
Yunhi Har Sham Meri Roz Guzar Jati Hai
Teri Narazgi Halat Ye Meri Karti Hai
K Jese Jism Se Ye Jaan Nikal Jati Hai
Teri Har Bat Yad Kar K Dil Ye Rota Hai
Meri Har Sham Jana Yoon Teri Ho Jati Hai
Faqat Ye Rabta Hi To Sahara Hai Mera
Us Ki Har Bat Gehra Zakhm Bhi De Jati Hai
Tere Deedar Ko Ankhain Meri Tarasti Hain
Aur Har Roz Ye Khawahish Bhi Bikhar Jati Hai...
Jab Mohabbat Hi Nahi Darmiyan
Jab Mohabbat Hi Nahi Darmiyan
Wo Roothen Kya, Hum Manaen Kya...
Jab Mohabbat Hi Nahi Darmiyan
Wo Roothen Kya, Hum Manaen Kya...
Jitna Suljhao Gi Ye Aur Ulajh Jaye Gi
Jitna Suljhao Gi Ye Aur Ulajh Jaye Gi
Zindagi Zulf Nahi Hai Jo Sanwar Jaye Gi...
Jitna Suljhao Gi Ye Aur Ulajh Jaye Gi
Zindagi Zulf Nahi Hai Jo Sanwar Jaye Gi...
Munafiq Hota To Hajoom Hota Mere Sath
Munafiq Hota To Hajoom Hota Mere Sath
Mukhlis Hun Is Liye To Tanha Hun...
Munafiq Hota To Hajoom Hota Mere Sath
Mukhlis Hun Is Liye To Tanha Hun...
Usy Rokte Bhi To Kis Tarha K Wo Shakhs Itna
Usy Rokte Bhi To Kis Tarha K Wo Shakhs Itna Ajeeb Tha
Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se Kabhi Ashk Se Na Pighal Saka...
Usy Rokte Bhi To Kis Tarha K Wo Shakhs Itna Ajeeb Tha
Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se Kabhi Ashk Se Na Pighal Saka...
Har Koi Yaar Nahi Hunda Bulleya
Har Koi Yaar Nahi Hunda Bulleya
Kadi Kalleyan Beh K Soch Te Sahi...
Har Koi Yaar Nahi Hunda Bulleya
Kadi Kalleyan Beh K Soch Te Sahi...
Wo Mujhe Doobta Hua Dekhe
Wo Mujhe Doobta Hua Dekhe
Ye Meri Aakhri Tamanna Hai..
Wo Mujhe Doobta Hua Dekhe
Ye Meri Aakhri Tamanna Hai..
Neend Na Wekhe Bistra Te Bhuk Na Wekhe
Neend Na Wekhe Bistra, Te Bhuk Na Wekhe Maas
Mout Na Wekhe Umar Nu, Te Ishq Na Wekhe Zaat...
Neend Na Wekhe Bistra, Te Bhuk Na Wekhe Maas
Mout Na Wekhe Umar Nu, Te Ishq Na Wekhe Zaat...
Mitao Ge Kahan Tak Tum Meri Baten Meri
Mitao Ge Kahan Tak Tum Meri Baten Meri Yaaden
Main Har Aik Mor Par Apni Nishani Chor Jaungi...
Mitao Ge Kahan Tak Tum Meri Baten Meri Yaaden
Main Har Aik Mor Par Apni Nishani Chor Jaungi...
Tumhari Baat Lambi Hai Misaalen Hain
Tumhari Baat Lambi Hai Misaalen Hain Daleelen Hain
Hamari Baat Choti Hai Humain Tum Se Mohabbat Hai..
Tumhari Baat Lambi Hai Misaalen Hain Daleelen Hain
Hamari Baat Choti Hai Humain Tum Se Mohabbat Hai..
Intizaar-E-Yaar Main Bhi Lutf-E-Kamal Hai
Intizaar-E-Yaar Main Bhi Lutf-E-Kamal Hai
Nazren Kitaab Par Aur Sochen Janab Par...
Intizaar-E-Yaar Main Bhi Lutf-E-Kamal Hai
Nazren Kitaab Par Aur Sochen Janab Par...
Uski Aadat Hai Mere Baal Bigary Rakhna
Uski Aadat Hai Mere Baal Bigary Rakhna
Uski Koshish Hai Kisi Aur Ko Acha Na Lagu Me...
Uski Aadat Hai Mere Baal Bigary Rakhna
Uski Koshish Hai Kisi Aur Ko Acha Na Lagu Me...
Ab To Be-Rang Ho Gaya Hai Sub Kuch
Ab To Be-Rang Ho Gaya Hai Sub Kuch
Warna Saat Rangon Ka Sheher Tha Mujh Main...
Ab To Be-Rang Ho Gaya Hai Sub Kuch
Warna Saat Rangon Ka Sheher Tha Mujh Main...
Teri Dehleez Tak Hi Lati Hai
Teri Dehleez Tak Hi Lati Hai
Raah Jo Bhi Ikhtiyar Karta Hun...
Teri Dehleez Tak Hi Lati Hai
Raah Jo Bhi Ikhtiyar Karta Hun...
Tum Ne To Bana Lia Tha Usy Apna
Tum Ne To Bana Lia Tha Usy Apna Jahaan
Is Jahaan Me Kisi Ko Sara Jahaan Nahi Milta...
Tum Ne To Bana Lia Tha Usy Apna Jahaan
Is Jahaan Me Kisi Ko Sara Jahaan Nahi Milta...
Mujhe Nahi Maloom Main Kis Kainaat Main
Mujhe Nahi Maloom Main Kis Kainaat Main Hun
Na Mere Agy Koi Parda Hai Na Main Hijaab Main Hun..
Mujhe Nahi Maloom Main Kis Kainaat Main Hun
Na Mere Agy Koi Parda Hai Na Main Hijaab Main Hun..
Ab Ye Bhi Nahi Thek K Har Dard Mita Den
Ab Ye Bhi Nahi Thek K Har Dard Mita Den
Kuch Dard Kalejy Se Lagany K Liye Hain...
Ab Ye Bhi Nahi Thek K Har Dard Mita Den
Kuch Dard Kalejy Se Lagany K Liye Hain...
Zara Khayal Se Barbad Karna Mujhe
Zara Khayal Se Barbad Karna Mujhe
Meri Maa Ne Bary Pyar Se Pala Hai Mujhe...
Zara Khayal Se Barbad Karna Mujhe
Meri Maa Ne Bary Pyar Se Pala Hai Mujhe...
Wo Kuch Is Tarha Se Khaak Me Mila Gaya
Wo Kuch Is Tarha Se Khaak Me Mila Gaya Mujhe
Khud Se Juda Kar Dia Aur Duniya K Kabil Bhi Na Chora...
Aag Lagi Dil Main To
Dil Ko Teri Yad Ai...
Wo Kuch Is Tarha Se Khaak Me Mila Gaya Mujhe
Khud Se Juda Kar Dia Aur Duniya K Kabil Bhi Na Chora...
Aag Lagi Dil Main To
Dil Ko Teri Yad Ai...
Wo Marz-E-Ishq Hi Kya Abbas Jis Me Jaldi Shifa
Wo Marz-E-Ishq Hi Kya Abbas Jis Me Jaldi Shifa Mile
Kon Mange Ga Khusiyon Ki Dua Jis Ko Dard Me Khuda Mile..
Wo Marz-E-Ishq Hi Kya Abbas Jis Me Jaldi Shifa Mile
Kon Mange Ga Khusiyon Ki Dua Jis Ko Dard Me Khuda Mile..
Us Zakhm-E-Jaan K Naam Jo Ab Tak Nahi Bhara
Us Zakhm-E-Jaan K Naam, Jo Ab Tak Nahi Bhara
Us Zinda Dil K Naam, Jo Ab Tak Nahi Mara
Us Zindagi K Naam, Guzara Nahi Jise
Us Qarz-E-Funn K Naam, Utara Nahi Jise
Ehal-E-Nazar K Naam, Jo Johar Shanaas Hain
Ehal-E-Wafa K Naam, Jo Funn Ki Aas Hain
Un Doston K Naam, Jo Gosha Nasheen Hain
Un Be-Hisson K Naam, Jo Baar-E-Zameen Hain
Un Ehal-E-Dil K Naam, Jo Raahon Ki Dhool Hain
Un Hoslon K Naam, Jinhe Dukh Qabool Hain
Us Shol Rukh K Naam, K Roshan Hai Jis Se Raat
Hai Zoofishaan Andhere Main, Har Nuqta-E-Qainaat
Aur Husn-E-Bakamaal Ki, Ra'naiyon K Naam
Aur Apne Zehen-O-Qalb Ki, Tanhaiyon K Naam...

Hum Ne Kachi Umaron Me Jeevan K Wo Dukh
Hum Ne Kachi Umaron Me Jeevan K Wo Dukh Jhaile
Jin Umaron Me Rakhte Hain Sub Mor K Pankh Kitabon Me...
Hum Ne Kachi Umaron Me Jeevan K Wo Dukh Jhaile
Jin Umaron Me Rakhte Hain Sub Mor K Pankh Kitabon Me...
Dil Wale To Aur Bhi Hon Ge Tumhare Sheher Me
Dil Wale To Aur Bhi Hon Ge Tumhare Sheher Me Magr
Humara Andaz-e-Wafa Tumhe Aksar Yaad Aega...
Dil Wale To Aur Bhi Hon Ge Tumhare Sheher Me Magr
Humara Andaz-e-Wafa Tumhe Aksar Yaad Aega...
Subscribe to:
Posts (Atom)