Sunday 16 October 2016

SAD URDU POETRY And POEMS

                                    Welcome to Sad Urdu Poetry
                                     
                                     



                              Contact For More Info:  0300 2226566


Phoot parta hey dard ka chashmaa,

Yaad jad eyriaan ragertey hey.


Zindagi hum sey tery naaz na uthaaey gaey
Saans leney ki faqat rasm adaa kartey rahey.




Jaatey huey woh khud ko yaahen choor gaya hey
Us ko to bicharney ka saleeqa bhi naahi aaya.




Na janey kon hey jis ki talaash main Nasir
Her ik saans mera ,aaaab safar main rehta hey.



Ab key to koi peyr bhi kahen hara nahin mila

Sarey dDil key mosam apney Khazaon ki zad main they.

Do ki bajaey chaey banai hey aik cup

Afsos aaj tum bhi framosh ho gaey.


Mosam ki misaal don ,yaa key tumhari
Koi pooch  beytha hey badalna kis ko kehtey hein.



Dil to chahaa , per shakast e dil ney mohlat hi na di
Kuch gilly shikweybhi ker lety, mnajaton key baad
Un sey jo kehney gaey thay faiz jaan sadqa key
Ann kahi hi reh gai,wo baat sab baaton key baad.



Main ney mitti bhi jam,ma ki
Khaloney bhi ley ker dakhey
Zindagi phir bhi nahi muskura




Woh yaheen sey lot jaen jin,hen ser azeez hain
Hum sir phiron key sath koi sir phira chaley.



Nai ik dastaan likhen gey hum ney soch rakha hey
Khatam ker den gey sab hi qissey,magar aaram sey pehley.

No comments:

Post a Comment